Fana Nizami Kanpuri

Home | Index of Poets Ghazal-o-Nazm


 
arbaab-e-junuun me.n hai.n kuchh ahl-e-Khirad shaamil
har ek musaafir se manzil kaa pataa na puuchhaa kar


 
mai.n un ke saamane se guzarataa huu.N is liye
tark-e-ta'alluq kaa ehasaas mar na jaaye


 
ahl-e-dair-o-haram rah gaye
tere diivaane kam rah gaye
 
manzil.en duur_tar ho ga_ii.n
faasile kam se kam rah gaye

Home | Index of Poets Ghazal-o-Nazm