Zafar Gorakhpuri

Home | Index of Poets Ghazal-o-Nazm


 
Khaataa jaa haalaat ke patthar Khud raahat ho jaayegii
do din zaKhm aziiyaat de.nge phir aadat ho jaayegii


 
mai.n dil se us kaa gurvedaa nahii.n thaa
magar vo bhii to sanjiidaa nahii.n thaa


 
us ne bhii ko_ii zaKhm kuredaa nahii.n meraa
mai.n ne bhii vaaqiyaat se sarf-e-nazar kiyaa

Home | Index of Poets Ghazal-o-Nazm